*Lesson #1*
*Surah fatiha*
*Surah baqarah* (1- 46)
*Neechy diye gay sawalaat ky jawab tafseer se den*
*Surah الفاتحة*
🌺🌸🌺🌸🌺🌸🌺🌸
*Question #1*
Surah الفاتحہ ko "فاتحة الكتاب" kiun kaha jata hai ? نیز hadees main is surah ky aur kon se naam aye hain?
*Answer*
🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question #2*
Namaz main surah الفاتحة parhny ki ehmiyat par jo hadees bayan ki gai hai wo batain.
*Answer*
🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question # 3*
"ALHAMDULILAH" aik kalma e shukar hai. Is kalmy ki fazilat main hadees bayan krn.
*Answer*
🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question #4*
Surah fatiha k aakhir mean (aameen ) kahny ki kya fazelat hy tafseer say wazahut karein
*Answer*
🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Surah البقرة*
*Question #5*
Hadees main surah البقرة ki kia fazilat bayan ki gai hain ?
*Answer*
🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question #6*
(Ayat 3 - 4) main متقیوں Ki kia sifaat bayan ki gai hain ? (Ayat se jawab den )
*Answer*
🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question #7*
(Ayat 10 ) munafqeen ki kia nishaniyaan batai gai hain aur har دور main munafqeen ka kia kirdaar raha hai ? Tafseer se jawab den.
*Answer*
🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question #8*
(Ayat 24) جھنم ka ایندھن kon log hon gy ? Ayat aur tafseer se batain.
*Answer*
🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question # 9*
Aayat (34)
Kya iblees farishton mean say tha?? Kis cheiz ny ousy sajda karny say roka ? Tafseer say btaein
*Answer*
🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question # 10*
Aayat (45)
Kon say 2 hathyar haen jin say Allah ki madad talub krny ko kaha ja raha hy?
*Answer*