Aayat (45)
Kon say 2 hathyar haen jin say Allah ki madad talub krny ko kaha ja raha hy?
Answer....
Surah Baqarah ki aayat number 45
** Sabar Aur Namaz
Aur Sabar Aur Namaz ke sath madad Talab karo,, yah chij shak Hai Magar Dar rakhne Walon per,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, Sabar Aur Namaz Har Allah wale ke 2 Bare Hathiyar Hain namaz ke zariey se ek Momin ka Rabita aur Taluk Allah Tala se ustewar hota hai jisse use Allah Tala ki taaed or Nusrat Hasil hoti hai Sabar ke zariey se kirdar ki pukhtagi Aur Din Mein isteqamat Hasil Hoti Hai Hadis Mein aata hai ke. Nabi Kareem Sallallahu alayhi wa alayhi wa sallam Ko Jab Bhi Koi Mamla pesh Aata to aap foren Namaz ka
Ehtemam formate......


No comments:
Post a Comment