Wednesday, July 12, 2023

Question answer para1

 ❤بسم الله الرحمن الرحيم ❤                                                        

••• رب اشرح لى صدرى○ويسرلى امرى○واحلل عقدة من لسانى○يفقهوا قولى•••                  

                   

          🎀 TADABBAR UL QURAN 🎀

            °°°° 📚 1st juzz 📚 °°°°

                     Octuber 2019

 


*Lesson #1*

*Surah fatiha* 

*Surah baqarah* (1- 46)


*Neechy diye gay sawalaat ky jawab tafseer se den*


*Surah الفاتحة*

🌺🌸🌺🌸🌺🌸🌺🌸

*Question #1*

Surah الفاتحہ ko "فاتحة الكتاب" kiun kaha jata hai ? نیز hadees main is surah ky aur kon se naam aye hain.

*Answer* 

Surah الفاتحة quraan majeed ki sab se pehli surat hai jis ki ahadees main bari fazilat ai hai. Fatiha ky mani آغاز aur ابتداء ky hain. Is liy isy الفاتحة yani فاتحة الكتاب kaha jata hai.

Is ky aur bhi متعدد naam ahadees se sabit hain maslan : ام القران ، السبع المثاني، القران العظيم ، الرقية

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #2*

Namaz main surah الفاتحة parhny ki ehmiyat par jo hadees bayan ki gai hai wo batain.

*Answer*

" us shakhs ki koi namaz nahi jis ny surah الفاتحة nahi parhi.

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question # 3*  

"ALHAMDULILAH" aik kalma e shukar hai. Is kalmy ki fazilat main hadees bayan krn.

*Answer*  

Alhamdulilah meezan ko bhar deta hai is leay aik aur hadees main aata hai k ALLAH is baat ko pasand farmata hai k khany or peeny par banda ALLAH ki حمد kry.

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #4*

Surah fatiha k aakhir mean (aameen ) kahny ki kya fazelat hy tafseer say wazahut karein  

*Answer* 

 Surah fatiha ky aakhir main Ameen khny ki Nabi S.A.W ny bari takeed aur fazilat bayan farmai hai isi liy imaum aur muqtadi har aik ko ameen kahna chahiye.

🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Surah البقرة*

*Question #5*

Hadees main surah البقرة ki kia fazilat bayan ki gai hain ?

*Answer* 

Hadees main iski khas fazilat bhi bayan ki gai hai k jis ghar main ya surah parhi jaay us ghar se shetaan bhag jata hai.

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #6*

(Ayat 3 - 4) main متقیوں Ki kia sifaat bayan ki gai hain ? (Ayat se jawab den )

*Answer*

Ghaib par emaan laty hain , namaz qaim krty hain, ALLAH ki raah main kharch karty hain, aasmani kitabon par emaan rakhty hain, aur aakhirat par emaan rakhty haen 

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #7*

(Ayat 10 ) munafqeen ki kia nishaniyaan batai gai hain aur har دور main munafqeen ka kia kirdaar raha hai ? Tafseer se jawab den.

*Answer*

Jhoot bolna munafqeen ki alamat main se hai. Har daur ky munafqeen ka kirdar yehi raha hai ky phelaty wo fasaad hain , اشاعت wo munkiraat ki karty hain aur pamaal hadod e elahi ko karty hain aur dawa ye krty hain ky wo islaah aur ترقی ky liy koshaan hain

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #8*

(Ayat 24) جھنم ka ایندھن kon log hon gy ? Ayat aur tafseer se batain.

*Answer*

Jahanam ka ایندھن insaan aur pathar hain. Aur pathar ky wo " اصنام " yani (بت ) bhi jahannam ka ایندھن hongy jin ki log dunia main پرستش karty rahy hongy.

 " jin ki tum ALLAH ky siwa ibaadat karty ho jahannam ka ایندھن hon gi "

🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question # 9*

Aayut (34)

Kya iblees farishton mean say tha?? Kis cheiz ny ousy sajda karny say roka ? Tafseer say btaein 

*Answer*

Iblees jinnoun mean say tha or ous k hasad o takabbar ny ousy sajdah karny say roka

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question # 10*

Aayut (45)

Kon say 2 hathyar haen jin say Allah ki madad talub krny ko kaha ja raha hy?

*Answer*

Sabar or namaz k sath

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

❤بسم الله الرحمن الرحيم ❤                                                        

••• رب اشرح لى صدرى○ويسرلى امرى○واحلل عقدة من لسانى○يفقهوا قولى•••                  

         

       🎀 TADABBAR UL QURAN 🎀

            °°°° 📚 1st juzz 📚 °°°°

                     Octuber 2019


*Lesson #2*


*Surah baqarah* (47 - 78 )

🌺🌸🌺🌸🌺🌸🌺🌸

*Question #1(Aayaut 47)*

    Kya Qayamut k din koi kisi k kam aay ga? Tafseer say btaein

*Answer* 

Koi kisi k kaum nhi aay ga na sifarish qabool ho gi na koi madaud gaar aay ga.

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #2(Aayut 47)*

Rasool Allah (S.A.W) ki shafaut say kon loug mahroom rahein gay.

*Answer*

Biddaut k murtakib loug 

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question # 3(aayut 51)*

Jub insan ka Emaan kaumzor hota hy to ous say kya gunnah sarzad hoty haen tafseer say apny alfaz mean bayaan karen.

*Answer*  

Shirkiya aqaied o aamal mean buri tarha mubtila ho jata hy Qabron pr ja kr wohi kuch krta hy jo pujari mourtion k sath krta hy.

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #4(55)*

Moosa (A.S)say oun ki qoum k afrad ny kya mutaliba kiya? Or iss pr ounhein kya saza di gai tafseer say btaein 

*Answer* 

 Ounhon ny kaha jub tuk hum Allah ko dekh na layein teri bat pr yaqeen nhi karein gay batour Ataub oun pr bijli giri or maar gaay.

🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #5*

Aayut 57 ki tafseer say btaein k qoum e mossa per kya kya innamaut outary gaay.

*Answer* 

Maun o salwa ( wa deegaur )

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #6(Aayut 58 59)*

Qoum e moosa ko Allah taala ka shukar ada na karny pr kya saza di gai tafseer say wazahut karein .

*Answer*

Taooun mean mubtila kar diya gaya 

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #7(Ayaut 61)*

Allah taala ny qoum e moosa pr zilaut maskinat or gazaub nazil kiya iss ki kya wajha thi.

*Answer*

Allah ki nafarmani ki, aayaut e illahi say kufar kiya, nabeyoun ko na haq qataal kiya ....

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #8(Aayut 65)*

Aik Qoum ko baundar bana diya gaya qu? Tafseer say wazahut karein. 

*Answer*

Haufty k din mean haud say barh gaay thy ....

🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question # 9(Aayut 74)*

Dilloun ka sakhut ho jana kis cheeiz ki alamut hy tafseer say wazahut karein.

*Answer*

Ya sakht tabah kun hy afrad or ummat k leay ya iss bat ki alamut hy dillon say asar pazeri ki salaheut salaub or qabol e haq ki istaadaud khtum ho gai islah ki tawaqa kaum or mukamal fana or tabahi ka andesha zyada ho jata hy.

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question # 10*

Aayut 75 mean yahoud k aik Qabeeh gunnah ka zikar hy kya ummat e Muhammadia k ulmah bhi iss k murtakib ho rahy haen? Tafseer say btaein 

*Answer*

Ummat e Moummadia k bohut say ulma o mashaikh bhi badqismati say Quran o hadit mean Tahreeif k murtakib haen Allah i❤بسم الله الرحمن الرحيم ❤                                                        

••• رب اشرح لى صدرى○ويسرلى امرى○واحلل عقدة من لسانى○يفقهوا قولى•••                  

         

       🎀 TADABBAR UL QURAN 🎀

            °°°° 📚 1st juzz 📚 °°°°

                     Octuber 2019


*Lesson #2*


*Surah baqarah* (47 - 78 )

🌺🌸🌺🌸🌺🌸🌺🌸

*Question #1(Aayaut 47)*

    Kya Qayamut k din koi kisi k kam aay ga? Tafseer say btaein

*Answer* 

Koi kisi k kaum nhi aay ga na sifarish qabool ho gi na koi madaud gaar aay ga.

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #2(Aayut 47)*

Rasool Allah (S.A.W) ki shafaut say kon loug mahroom rahein gay.

*Answer*

Biddaut k murtakib loug 

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question # 3(aayut 51)*

Jub insan ka Emaan kaumzor hota hy to ous say kya gunnah sarzad hoty haen tafseer say apny alfaz mean bayaan karen.

*Answer*  

Shirkiya aqaied o aamal mean buri tarha mubtila ho jata hy Qabron pr ja kr wohi kuch krta hy jo pujari mourtion k sath krta hy.

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #4(55)*

Moosa (A.S)say oun ki qoum k afrad ny kya mutaliba kiya? Or iss pr ounhein kya saza di gai tafseer say btaein 

*Answer* 

 Ounhon ny kaha jub tuk hum Allah ko dekh na layein teri bat pr yaqeen nhi karein gay batour Ataub oun pr bijli giri or maar gaay.

🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #5*

Aayut 57 ki tafseer say btaein k qoum e mossa per kya kya innamaut outary gaay.

*Answer* 

Maun o salwa ( wa deegaur )

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #6(Aayut 58 59)*

Qoum e moosa ko Allah taala ka shukar ada na karny pr kya saza di gai tafseer say wazahut karein .

*Answer*

Taooun mean mubtila kar diya gaya 

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #7(Ayaut 61)*

Allah taala ny qoum e moosa pr zilaut maskinat or gazaub nazil kiya iss ki kya wajha thi.

*Answer*

Allah ki nafarmani ki, aayaut e illahi say kufar kiya, nabeyoun ko na haq qataal kiya ....

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #8(Aayut 65)*

Aik Qoum ko baundar bana diya gaya qu? Tafseer say wazahut karein. 

*Answer*

Haufty k din mean haud say barh gaay thy ....

🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question # 9(Aayut 74)*

Dilloun ka sakhut ho jana kis cheeiz ki alamut hy tafseer say wazahut karein.

*Answer*

Ya sakht tabah kun hy afrad or ummat k leay ya iss bat ki alamut hy dillon say asar pazeri ki salaheut salaub or qabol e haq ki istaadaud khtum ho gai islah ki tawaqa kaum or mukamal fana or tabahi ka andesha zyada ho jata hy.

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question # 10*

Aayut 75 mean yahoud k aik Qabeeh gunnah ka zikar hy kya ummat e Muhammadia k ulmah bhi iss k murtakib ho rahy haen? Tafseer say btaein 

*Answer*

Ummat e Moummadia k bohut say ulma o mashaikh bhi badqismati say Quran o hadit mean Tahreeif k murtakib haen Allah iss juram say mahfooz rakhy aameen 

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀ss juram say mahfooz rakhy aameen 

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

❤بسم الله الرحمن الرحيم ❤                                                        

••• رب اشرح لى صدرى○ويسرلى امرى○واحلل عقدة من لسانى○يفقهوا قولى•••                  

         

       🎀 TADABBAR UL QURAN 🎀

            °°°° 📚 1st juzz 📚 °°°°

                     Octuber 2019

 


*Lesson #3*


*Surah baqarah(79- 109)*


🌺🌸🌺🌸🌺🌸🌺🌸

*Question #1(Aayut 79)*

Jahunnum ki wadi ka kya naam hy tafseer say btaein.

*Answer* 

     Jahunnum ki wadi ka naam ويل hy          

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #2*

  Aayut 83 mean kin 3 arkaan e islaam ka zikar hy aayut say btaein

*Answer*

Allah per Emaan , Namaz ,zakaut

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question # 3*  

Aayut 88 mean ملعون honey ki kiya alamaut bayaan ki gai haen tafseer say wazahut karein 

*Answer*  

Dillon pr haq bat ka asar na krna koi fakhar ki bat nhi hy bulkay ya to maloun hony ki alamut hy paaus inn ka emaan abhi thora hy jo Allah k haan abhi na maqbool hy ya inn mean emaan lany waly kam hi loug hon gay

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #4(Aayut 90)*

Bani israeil ny kis bina per Muhammad (S A W)ki نبو ت ka inkar kiya tafseer say btaein 

*Answer* 

 Yani iss bat ki ma,arfut k bad bhi k Muhammad(SAW) aakhri payghamber haen or iss bat ka zikar inn ki kitabon mean bhi tha lykin mayhiz hasad or jalaun ki wajha say emaan nhi laay k ya nabi hamari nasal mean say qu nhi hoey

🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #5*

Aayut 93 mean kuffar o inkar ki intiha ki kya wajha bayaan ki gai hy tafseer say jawab dayein 


*Answer* 

Ya kuffar o inkar ki intiha hy zaban say to iqrar k sun liya yani اطاعت karein gay or dil mean ya neyut k kon sa amal karein gay

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #6(Aayut 95)*

Yahoodi مو ت ki تمنا qu nhi karein gay tafseer say btaein 


*Answer*

   Apny كرتوتون ki wajha say

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #7(Aayut 98)*

 Allah taala kin logoun k dushmaun haein tafseer say dekh k mukhtasar btaein 

*Answer*

Jo shakhs Allah taala ka ous k farishton ka ous k rasooloun ka jibraeil or Mekaeeil ka dushmaun ho eysy kafiron ka dushmaun khud Allah taala hy

(Baqi tafseer say bhi iss ki kuch detail hy jo talibaut ny dayni hay aap quraan say dekh lejiay ga plz)

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #8(Aaut 102)*

Haroout or Maroout kon thy or Allah taala ny inhein zameein per qu outara tafseer say btaein 

*Answer*

 2 farishty thy or inhein aazmaish k leay outara gaya 

🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question # 9(Aayut 102)*

Kya jadoo sekhna or iss per amal karna جايزhy tafseer say wazahut karein 


*Answer*

Islaam ny jadoo sekhny or iss pr amal karny ko kuffar qarar diya hy her qisam ki khyir ki talaub or ضرر k دفع k leay sirf Allah taala say رجوع kiya jaay jo her cheeiz ka khaliq hy or kaaynaut mean her kaum ousi ki masheeut say hota hy

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question # 10*

Aayut 104 mean Allah taala Emaan walon ko kya hukum day rahy haen aayut say jawab dayein 

*Answer*

 Ay Emaan waloun Nabi (S A W) ko راعنا na kaha karo bulky انظرنا kaho 

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

❤بسم الله الرحمن الرحيم ❤                                                        

••• رب اشرح لى صدرى○ويسرلى امرى○واحلل عقدة من لسانى○يفقهوا قولى•••                  

         

       🎀 TADABBAR UL QURAN 🎀

            °°°° 📚 1st juzz 📚 °°°°

                     Octuber 2019

 


*Lesson #4*


*Surah baqarah(110- 141)*


🌺🌸🌺🌸🌺🌸🌺🌸

*Question #1*

Aayut 120 mean Allah taala kis k zareay say kin ko waeeid suna rahy haen

*Answer* 

Nabi Akram (SAW)k zareay say ummat e Muhammadia ko 

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #2(Aayut 121)*

Quraan ko perhny ka haq kya hy tafseer mean say koi 3 haq btaein 

*Answer*

Khooub tawajha say perhna or sunna ...halal ko hala or haram ko haram jaunnty or Quran mean tahreeif nhi krty ....or jo kuch Quraan mean likha hy logoun ko btaty haen kuch chupaty nhi haen...

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question # 3*

*Aayut 125* mai bait Allah ki jo 

 khsosiyaut beyan ki gai Tefseer sy dekh k wazahat karain?  

*Answer*

Logon k leay sawab ki jaga hy..

Jisy aik bar Allah k ghar ki zayarut naseeb ho jaay wo dobara aany ko bay qarar rahta hy....Amaun ki jaga hy yahan kisi dushmaun ka khouf nhi rahta...

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #4*

"ربنا تقبل منا" 

Kis nabi ki duwa hy or ya kis waqat mangi gai

*Answer*  

Ibrahem(AS)or Ismail (AS)ki duwa hy or jub wo kaabatullah ki dewarein utha rahy thy ous waqat mangi thi.

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #5(Aayut 129)*

Ibrahim(AS) ny Allah taala say kin alfaz mai duwa mangi or oun ki ya duwa kis surat mai qabool hoi aayit or tafseer say jawab dayein 

*Answer* 

Ay humary Rab inn mai inhein mean say rasool bhej jo inhe teri aayat perh k sunaay..inhein kitaab o hikmat sikhaay or inhein pak kary .... or oun ki ya duwa Muhammad(SAW) ki sourat mean qabool hoi

🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #6(Aayut 129)*

Kitaab o Hikmut say kya muraad hy tafseer say btaein 

*Answer*

Kitaab say muraad Quraan majeeid or Hikmaut say muraad Hadeeith hy...

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #7(Aayut 132)*

Ibraheim (AS) or Yaqooub(AS)

ny apni ulad ko kya waseyat ki thi tafseer say btaein 

*Answer* 

Humaary buchon Allah taala ny tumhary leay Deen e islaam ko pasand kiya hy.....khabaur daar!

Tum musalman hi marna

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #8(Aayut 135)*

Mai یہودی or nasara kia kehty thy or Allah ny un sy kia Farmaya? Tafseer sy Wazahat karain  

*Answer*

Yahudi musalmano ko yahodiyat or Esaai Esaiyat ki dawat dety k hidayat is mai hai

Jab k allah ny farmaya

K milaat ibraheem ki perwi karo hidayat is mai hai

.......

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question# 9*

"صبغة الله"  

Say kya muraad hy 

*Answer*

Allah taala ka deein ...deein e islaam

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question # 10*

Aayat 141 main kis bat ki daleeil hy? Tafseer say batain

*Answer*

Koi peer buzrug kisi ko nhi bukhshwa saktay ...koi kisi ka bouj nhi othaay ga...her insan apny amal ka jawab day hy...

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀